“han dil udaas ha magar ab na teri koi aas hazamana chora tujhay apna banaya tu ne hamein thukraya zamana apnayaab jab zaroorat hay mujhay zamany kitujhay b nahi koi zarorat ab laut any kiteri in adaaon ko jan gya mein yeh wohi adat purani cmasoom dilon say khelna han yeh wohi kahani crabba tu dikha dena issy bhala rasta kahin na le bethy baduwa kisi tootay dil say ye larki jan k jo bani anjani c.........xx”

aar kay

aar kay - “han dil udaas ha magar ab na teri koi aas...” 1

Similar quotes

“Teri kami ne is kabil banaya ki tu sath hoti toh yeh jahan tere kadmo me rakh deta”

Anuj Tiwari
Read more

“Kabhi Kuch To Kisi Ke Waaste Dil Se Dua Kar Lo, Yahi Insaaniyat Ka Farz Hai, Tum Bhi Ada Kar Lo, Koi Bhi Shakhs Duniya Mein Tumhein Chhota Nazar Na Aaye, Tum Apne Sochne Ka Daayra Itna Bada Kar Lo, Hamari Apni Fitrat Hai Wafa Karna, Wafa Kar Lo, Tumhari Apni Marzi Hai Wafa Karo, Ya Jafa Kar Lo, Ye Duniya Khubsoorat Hai Yaqeen Aa Jaayega Tumko, Kisi Se Dil Lagaane Ki Kabhi Koi Khata Kar Lo.”

Galib Shayari
Read more

“faasla to hai magar koi faasla nahin, mujhse tum juda sahi dil se tum juda nahin.”

SHAMIM KARHANI
Read more

“Main kabhi bhoolunga na tujheChahe tu mujhko dena bhulaAdatein jaise hai tu meriAdatein kaise bhuulon bhala”

Irshaad Kamil
Read more

“Kisi ko apni zindagi k poshidah goshay dikha kar ye kehna k ' daikho men ne tm par aitabar kiya hai...meray aitabar ko totnay na daina' uske toheen aur tazleel karny k matradif hai...men samjhta hon k insan ya to kise par aitabar kary nahi...aur agr kary to phr pora aitabar kary...ye kch aitabar aur kch bay aitabari wali kefiat dono fareqon k lye takleef dah hoti hai.”

Farhat Ishtiaq
Read more