“hazar baar zamana idhar se guzara hai,nai nai si hai kuch teri teri rahguzar phir bhi..”

Firaq Gorakhpuri

Firaq Gorakhpuri - “hazar baar zamana idhar se guzara...” 1

Similar quotes

“TUM RUK KE NAHI MILTE, HUM JHUK KE NAHI MILTE, MAALUM YEH HOTA HAI, KUCH TUM BHI HO KUCH HUM BHI.”

SHAMIM KARHANI
Read more

“Allah ki mohabbat k siwa har mohabbat ko zawal hai. Phir wo asliyat dikha deta hai har rastay, har mohabbat ki. Aur phir wo sab kuch dikha kar aadmi say kehta hai ab bata tera mera siwa aur kaun hai?”

Umera Ahmad
Read more

“Allah Ki Mohabbat Ke Siwa, Har Mohabbat Ko Zawal Hai. Rab Ki Mohabbat Ke Illawa Duniya Ki Koi Mohabbat Sachi Nahi, Aur Rab Asliyat Dekha Deta Hai. Har Rishte, Har Mohabbat Ki. Phir Wo Sab Kuch Dekha Ker Adami Se Kehta Hai, "Ab Bata Tera Mere Siwa Kon Hai?”

Umera Ahmed
Read more

“Kabhi Kuch To Kisi Ke Waaste Dil Se Dua Kar Lo, Yahi Insaaniyat Ka Farz Hai, Tum Bhi Ada Kar Lo, Koi Bhi Shakhs Duniya Mein Tumhein Chhota Nazar Na Aaye, Tum Apne Sochne Ka Daayra Itna Bada Kar Lo, Hamari Apni Fitrat Hai Wafa Karna, Wafa Kar Lo, Tumhari Apni Marzi Hai Wafa Karo, Ya Jafa Kar Lo, Ye Duniya Khubsoorat Hai Yaqeen Aa Jaayega Tumko, Kisi Se Dil Lagaane Ki Kabhi Koi Khata Kar Lo.”

Galib Shayari
Read more

“Pehlay pehlay apnay haath say banaye hue butt say piyaar hojata hai phir apnay aap say ishq hojata hai phir apnay aap ko aadmi kaamil samajhnay lagta hai.”

Umera Ahmed
Read more