“Yaad-e-Mazi Aazab Hai Ya Rab...Cheen Lay Mujh Say Hafiza Mera.........!!!”
“Zamanay ke sawaloon ko main hass ke taal du Faraz,Lekin nami aankhon ki kehti hai "Mujhe Tum Yaad Aate Ho”
“Main jahaan rahoonMain kahin bhi hoonTeri yaad saath hai....!”
“Allah Ki Mohabbat Ke Siwa, Har Mohabbat Ko Zawal Hai. Rab Ki Mohabbat Ke Illawa Duniya Ki Koi Mohabbat Sachi Nahi, Aur Rab Asliyat Dekha Deta Hai. Har Rishte, Har Mohabbat Ki. Phir Wo Sab Kuch Dekha Ker Adami Se Kehta Hai, "Ab Bata Tera Mere Siwa Kon Hai?”
“Allah ki mohabbat k siwa har mohabbat ko zawal hai. Phir wo asliyat dikha deta hai har rastay, har mohabbat ki. Aur phir wo sab kuch dikha kar aadmi say kehta hai ab bata tera mera siwa aur kaun hai?”
“Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aaaa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa..Pahale se maraasim na sahii phir bhi kabhi tourasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye aa..Kis kis ko batayenge judaai ka sabab hamtu mujhse khafaa hai tou zamaane ke liye aa..kuch tou mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakhtu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aa..ek umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuumaye raahat-e-jaan mujh ko rulaane ke liye aa..ab tak dil-e-khushfeham ko tujh se hain ummidenye aakharii shammen bhi bujhaane ke liye aa ....”