“faasla to hai magar koi faasla nahin, mujhse tum juda sahi dil se tum juda nahin.”

SHAMIM KARHANI

Shamim Karhani - “faasla to hai magar koi faasla nahin...” 1

Similar quotes

“kashtiyaan nahin to kyaa hausale to paas hain,kah do naakhudaaon se, tum koi khudaa nahin.”

SHAMIM KARHANI
Read more

“Kabhi Kuch To Kisi Ke Waaste Dil Se Dua Kar Lo, Yahi Insaaniyat Ka Farz Hai, Tum Bhi Ada Kar Lo, Koi Bhi Shakhs Duniya Mein Tumhein Chhota Nazar Na Aaye, Tum Apne Sochne Ka Daayra Itna Bada Kar Lo, Hamari Apni Fitrat Hai Wafa Karna, Wafa Kar Lo, Tumhari Apni Marzi Hai Wafa Karo, Ya Jafa Kar Lo, Ye Duniya Khubsoorat Hai Yaqeen Aa Jaayega Tumko, Kisi Se Dil Lagaane Ki Kabhi Koi Khata Kar Lo.”

Galib Shayari
Read more

“har baat kahte ho juban se mujhe tum... Kabhi apna haal bejuban bhi to bata dil..”

Naresh Sharma
Read more

“TUM RUK KE NAHI MILTE, HUM JHUK KE NAHI MILTE, MAALUM YEH HOTA HAI, KUCH TUM BHI HO KUCH HUM BHI.”

SHAMIM KARHANI
Read more

“tahiya hote pavan nahin pani, tahiya srishti kown utpati;tahiya hote kali nahin phula, tahiya hote garbh nahi mula;tahiya hote vidya nahin Veda, tahiya hote shabd nahin swada;tahiya hote pind nahin basu,nahin dhar dharni na pavan akasu;tahiya hote guru nahin chela, gamya agamya na panth duhela.Sakhi: avigati ki gati ka kahown, jake gawn na thawngun bihuna pekhana, ka kahi lijai nawnIn that state there is no air or water, and no creation or creator; There is no bud or flower, and no fetus or semen; There is no education or Vedas, and no word or taste; There is no body or settlement, and no earth, air or space; There is no guru or disciple, and no easy or difficult path.Sakhi: That state is very strange. I cannot explain it. It has no village or resting place. That state is without gunas (qualities). What name can on give it? ”

Kabir
Read more