“TUM RUK KE NAHI MILTE, HUM JHUK KE NAHI MILTE, MAALUM YEH HOTA HAI, KUCH TUM BHI HO KUCH HUM BHI.”

SHAMIM KARHANI

SHAMIM KARHANI - “TUM RUK KE NAHI MILTE, HUM JHUK KE...” 1

Similar quotes

“Kabhi Kuch To Kisi Ke Waaste Dil Se Dua Kar Lo, Yahi Insaaniyat Ka Farz Hai, Tum Bhi Ada Kar Lo, Koi Bhi Shakhs Duniya Mein Tumhein Chhota Nazar Na Aaye, Tum Apne Sochne Ka Daayra Itna Bada Kar Lo, Hamari Apni Fitrat Hai Wafa Karna, Wafa Kar Lo, Tumhari Apni Marzi Hai Wafa Karo, Ya Jafa Kar Lo, Ye Duniya Khubsoorat Hai Yaqeen Aa Jaayega Tumko, Kisi Se Dil Lagaane Ki Kabhi Koi Khata Kar Lo.”

Galib Shayari
Read more

“Jaana suno,kuch to kaho,hamse yu na tum rutha karoApna to sath kuch aiso ho,jaisa chand ka sitaro se ho.Jaana suno, sunte raho, hamse yu tum khafa ho,Apna to sath kuch aiso ho,jaisa nadiya ka kinaaro se ho.”

Ravindra Singh
Read more

“hazar baar zamana idhar se guzara hai,nai nai si hai kuch teri teri rahguzar phir bhi..”

Firaq Gorakhpuri
Read more

“Allah Ki Mohabbat Ke Siwa, Har Mohabbat Ko Zawal Hai. Rab Ki Mohabbat Ke Illawa Duniya Ki Koi Mohabbat Sachi Nahi, Aur Rab Asliyat Dekha Deta Hai. Har Rishte, Har Mohabbat Ki. Phir Wo Sab Kuch Dekha Ker Adami Se Kehta Hai, "Ab Bata Tera Mere Siwa Kon Hai?”

Umera Ahmed
Read more

“Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aaaa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa..Pahale se maraasim na sahii phir bhi kabhi tourasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye aa..Kis kis ko batayenge judaai ka sabab hamtu mujhse khafaa hai tou zamaane ke liye aa..kuch tou mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakhtu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aa..ek umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuumaye raahat-e-jaan mujh ko rulaane ke liye aa..ab tak dil-e-khushfeham ko tujh se hain ummidenye aakharii shammen bhi bujhaane ke liye aa ....”

Ahmed Faraz
Read more