“Na Jahaan Bheed Ho Na Jahaan Bhar Ke LogNa Shehar Mein Base Laakhon Logon Ka ShorChand Lamhen Tu Inse Mujhe Durr KarChal Chale Apne Ghar HamsafarChal Chale Apne Ghar Hamsafar!!!”

Neelesh Mishra

Neelesh Mishra - “Na Jahaan Bheed Ho Na Jahaan Bhar Ke...” 1

Similar quotes

“Chal Chale Apne Ghar Humsafar”

Neelesh Mishra
Read more

“maa tujhe salaampher lete hai nazar jis waqt bete or bahu..ajnabi apne hi ghar me hae ban jati hai maaa..”

Allama Iqbal poetry
Read more

“Raah mein kaante ho, to hoSada manzilon ka armaan rakhnaPankho mein zor ho, na hoMagar hauslon mein uraan rakhna”

Jyoti Arora
Read more

“Chakravyuh mein ghusne se pehle,Before entering the circle of deceit,kaun tha mein aur kaisa tha, who I was, and what I was,yeh mujhe yaad hi na rahega. I would not remember.Chakravyuh mein ghusne ke baad, After entering the circle of deceit,mere aur chakravyuh ke beech, (there was) between me and the circle,sirf ek jaanleva nikat’ta thi, only a deathly intimacyiska mujhe pata hi na chalega. that I never realised.”

Dilip Chitre
Read more

“Kabhi Kuch To Kisi Ke Waaste Dil Se Dua Kar Lo, Yahi Insaaniyat Ka Farz Hai, Tum Bhi Ada Kar Lo, Koi Bhi Shakhs Duniya Mein Tumhein Chhota Nazar Na Aaye, Tum Apne Sochne Ka Daayra Itna Bada Kar Lo, Hamari Apni Fitrat Hai Wafa Karna, Wafa Kar Lo, Tumhari Apni Marzi Hai Wafa Karo, Ya Jafa Kar Lo, Ye Duniya Khubsoorat Hai Yaqeen Aa Jaayega Tumko, Kisi Se Dil Lagaane Ki Kabhi Koi Khata Kar Lo.”

Galib Shayari
Read more